{tab title=”English”}
Bachpan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Juda Karna
Bachpan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Juda Karna
Jab Yaad Meri Aaye Milne Ki Dua Karna
Bachpan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Juda Karna
Jab Yaad Meri Aaye Milne Ki Dua Karna
Ghar Meri Ummido Kaa Suna Kiye Jaate Ho
Duniya Ai Muhabbat Ki Lute Liye Jaate Ho
Jo Gam Diye Jaate Ho Us Gam Ki Dua Karna
Bachpan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Juda Karna
Jab Yaad Meri Aaye Milne Ki Dua Karna
Saavan Me Papiha Kaa Sangit Sunaaungi
Fariyaad Tujhe Apni Gaa-gaa Kar Sunaaungi
Aavaaz Meri Sun Ke Dil Thaam Liya Karna
Bachpan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Juda Karna
Jab Yaad Meri Aaye Milne Ki Dua Karna
{tab title=”Hindi” open=”true”}
बचपन की मोहब्बत को दिल से न जुदा करना
जब याद मेरी आए मिलने की दुआ करना
घर मेरी उम्मीदों का सूना किए जाते हो
दुनिया ऐ मुहब्बत की लूटे लिए जाते हो
जो ग़म दिए जाते हो उस ग़म की दुआ करना
जब याद मेरी आए …
सावन में पपीहा का सँगीत सुनाऊँगी
फ़रियाद तुझे अपनी गा-गा कर सुनाऊँगी
आवाज़ मेरी सुन के दिल थाम लिया करना
जब याद मेरी आए …
{/tabs}