{tab title=”English”}
Socha Nahi, Achcha Bura
Dekha Suna, Kuch Bhi Nahi
Socha Nahi, Achcha Bura
Dekha Suna, Kuch Bhi Nahi
Manga Khuda Se Raat Din
Manga Khuda Se Raat Din
Tere Siwa, Kuch Bhi Nahi
Socha Nahi, Achcha Bura
Dekha Suna, Kuch Bhi Nahi
Dekha Tujhe, Socha Tujhe, Chaha Tujhe, Puja Tujhe
Dekha Tujhe, Socha Tujhe, Chaha Tujhe, Puja Tujhe
Meri Khata, Meri Wafa, Teri Khata, Kuch Bhi Nahi
Manga Khuda Se Raat Din
Tere Siwa, Kuch Bhi Nahi
Socha Nahi, Achcha Bura
Dekha Suna, Kuch Bhi Nahi
Jis Par Humari Aankh Ne, Moti Bichhaye Raat Bhar
Jis Par Humari Aankh Ne, Moti Bichhaye Raat Bhar
Bheja Wahi Kagaz Tujhe, Humne Likha Kuch Bhi Nahi
Manga Khuda Se Raat Din
Tere Siwa, Kuch Bhi Nahi
Socha Nahi, Achcha Bura
Dekha Suna, Kuch Bhi Nahi
Ek Sham Ki Dahleez Par, Baithe Rahe Wo Der Tak
Ek Sham Ki Dahleez Par, Baithe Rahe Wo Der Tak
Aankho Se Kee Baate Bahut
Munh Se Kaha Kuch Bhi Nahi
Manga Khuda Se Raat Din
Tere Siwa, Kuch Bhi Nahi
Socha Nahi, Achcha Bura
Dekha Suna, Kuch Bhi Nahi
{tab title=”Hindi” open=”true”}
सोचा नहीं अच्छा-बुरा, देखा-सुना कुछ भी नहीं,
माँगा ख़ुदा से रात-दिन, तेरे सिवा कुछ भी नहीं
देखा तुझे, सोचा तुझे, चाहा तुझे, पूजा तुझे
मेरी ख़ता मेरी वफ़ा, तेरी ख़ता कुछ भी नहीं
जिस पर हमारी आँख ने मोती बिछाये रात-भर
भेजा वही कागज़ उसे, हमने लिखा कुछ भी नहीं
इक शाम की दहलीज़ पर, बैठे रहे वो देर तक
आँखों से की बातें बहुत, मुँह से कहा कुछ भी नहीं
{/tabs}