{tab title=”English”}
Wo Hai Zara Khafa Khafa
To Naian Yun Churaaye Hai
Ke Ho Ho Ho Ho Ho
Wo Hai Zara Khafa Khafa
To Naian Yun Churaaye Hai
Ke Ho Ho Ho Ho Ho
Has Rahi Hain Chandani Machal Ke Na Ro Dun Kahi
Aise Koi Ruthta Nahi
Ye Tera Khyaal Hai Karib Aa Mere Hasin
Mujhko Tujhse Kuch Gila Nahi
Baat Yun Banaaye Hai Ki O Ho
Na Bol Dun To Kya Karun
Wo Hans Ke Yun Bulaaye Hain
Ke Ho Ho Ho Ho Ho
Aise Mat Sataiye Jara Taras To Khaaiye
Dil Ki Dhadkan Mat Jagaaiye
Kuch Nahi Kahunga Main Na Ankhiyan Jhukaaiye
Sar Ko Kandhe Se Uthaiye
Aise Nind Aaye Hai Ki Ham
Wo Hai Zara Khafa Khafa
To Naian Yun Churaaye Hai
Ke Ho Ho Ho Ho Ho
Wo Hai Zara Khafa Khafa
To Naian Yun Churaaye Hai
Ke Ho Ho Ho Ho Ho
Na Bol Dun To Kya Karun
Wo Hans Ke Yun Bulaaye Hain
Ke Ho Ho Ho Ho Ho
{tab title=”Hindi” open=”true”}
वो हैं ज़रा खफ़ा खफ़ा
तो नैन यूं मिलाए हैं कि हो हो
ना बोल दूं तो क्या करूँ
वो हँस के यूँ बुलाए हैं कि हो हो
१) हँस रही है चाँदनी
मचल के रो ना दूं कहीं
ऐसे कोई रूठता नहीं
ये तेरा खयाल है
करीब आ मेरे हंसीं
मुझको तुझसे कुछ गिला नहीं
बात यूँ बनाए हैं कि ओ हो …
वो हैं …
२) ऐसे मत सताइये
ज़रा तरस तो खाइये
दिल की धड़कन मत जगाइये
कुछ नहीं कहूंगा मैं
ना अँखियां झुकाइये
सर को कन्धे से उठाइये
ऐसे नींद आए है कि हम …
वो हैं …
{/tabs}