{tab title=”English”}
Yahan Har Shakhs Har Pal Hadsa
Hone Se Darta Hain
Yahan Har Shakhs Har Pal Hadsa
Hone Se Darta Hain
Khilauna Hain Jo Mitti Ka Fana
Hone Se Darta Hain
Yahan Har Shakhs Har Pal Hadsa
Hone Se Darta Hain
Mere Dil Ke Kisi Kone Me
Ek Maasum Sa Bachcha
Mere Dil Ke Kisi Kone Me
Ek Maasum Sa Bachcha
Mere Dil Ke Kisi Kone Me
Ek Maasum Sa Bachcha
Bado Ki Dekh Kar Duniya
Bada Hone Se Darta Hain
Bado Ki Dekh Kar Duniya
Bada Hone Se Darta Hain
Khilauna Hain Jo Mitti Ka
Fana Hone Se Darta Hain
Yahan Har Shakhs Har Pal Hadsa
Hone Se Darta Hain
Na Bas Me Hain Zindagi Iske
Na Kaabu Maut Par Iska
Na Bas Me Hain Zindagi Iske
Na Kaabu Maut Par Iska
Na Bas Me Hain Zindagi Iske
Na Kaabu Maut Par Iska
Magar Insaan Fir Bhi Kab Khuda
Hone Se Darta Hain
Magar Insaan Fir Bhi Kab Khuda
Hone Se Darta Hain
Khilauna Hain Jo Mitti Ka Fana
Hone Se Darta Hain
Yahan Har Shakhs Har Pal Hadsa
Hone Se Darta Hain
Ajab Ye Zindagi Ki Kaid Hain
Duniya Ka Har Insaan
Ajab Ye Zindagi Ki Kaid Hain
Duniya Ka Har Insaan
Ajab Ye Zindagi Ki Kaid Hain
Duniya Ka Har Insaan
Rihaai Maangta Hain Aur Riha
Hone Se Darta Hain
Rihaai Maangta Hain Aur Riha
Hone Se Darta Hain
Khilauna Hain Jo Mitti Ka Fana
Hone Se Darta Hain
Yahan Har Shakhs Har Pal Hadsa
Hone Se Darta Hain
Yahan Har Shakhs Har Pal Hadsa
Hone Se Darta Hain
{tab title=”Hindi” open=”true”}
यहां हर शख़्स हर पल हादसा होने से डरता है
खिलौना है जो मिट्टी का फ़ना होने से डरता है
मिरे दिल के किसी कोने में इक मासूम सा बच्चा
बड़ों की देख कर दुनिया बड़ा होने से डरता है
न बस में ज़िंदगी उस के न क़ाबू मौत पर उस का
मगर इंसान फिर भी कब ख़ुदा होने से डरता है
अजब ये ज़िंदगी की क़ैद है दुनिया का हर इंसां
रिहाई मांगता है और रिहा होने से डरता है
{/tabs}