{tab title=”English”}
Hasne Ki Chaah Ne Kitna Mujhe Rulaaya Hai
Hasne Ki Chaah Ne Kitna Mujhe Rulaaya Hai
Koi Hamdard Nahi Dard Mera Saaya Hai
Hasne Ki Chaah Ne Kitna Mujhe Rulaaya Hai
Sapne Chhalate Hi Rahe Roz Nayi Raaho Se
Koi Phisala Hai Abhi Abhi Baaho Se
Sapne Chhalate Hi Rahe Roz Nayi Raaho Se
Koi Phisala Hai Abhi Abhi Baaho Se
Kis Ki Ye Aahatein Ye Kaun Muskuraaya Hai
Koi Hamdard Nahi Dard Mera Saaya Hai
Hasne Ki Chaah Ne Kitna Mujhe Rulaaya Hai
Koi Hamdard Nahi Dard Mera Saaya Hai
Hasne Ki Chaah Ne Kitna Mujhe Rulaaya Hai
{tab title=”Hindi” open=”true”}
हंसने की चाह ने इतना मुझे रुलाया है
कोई हमदर्द नहीं, दर्द मेरा साया है
दिल तो उलझा ही रहा ज़िन्दगी की बातों में
सांसें जलती हैं कभी कभी रातों में
किसी की आहटें ये कौन मुस्कुराया है
कोई हमदर्द नहीं …
सपने छलते ही रहे रोज़ नई राहों से
कोई फिसला है अभी अभी बाहों से
किसी की आह पर तारों को प्यार आया है
कोई हमदर्द नहीं ..
{/tabs}