{tab title=”English”}
Na Koyi Me Samaya Na Koyi Pehlu Me Aaya
Ja Ke Bhi Paas Rahi Tum Hi O Jaan-e-jaan Jaan-e-man, Jaanti Ho
Na Koyi Me Samaya Na Koyi Pehlu Me Aaya
Ja Ke Bhi Paas Rahi Tum Hi O Jaan-e-jaan Jaan-e-man, Jaanti Ho
Kyon Tumne Daaman Chuaraaya, Tum Jaano Main Kya Bataau
Mujhme Kuch Aeb Hoga, Kyon Tum Pe Tohmat Lagaau
Main To Yahi Kahunga Puchhogi Jab Bhi
Ja Ke Bhi Paas Rahi Tum Hi O Jaan-e-jaan Jaan-e-man, Jaanti Ho
Tum Jo Mujhe De Gayi Ho Ek Khubsurat Nishaani
Lipta Ke Sine Se Usko Kat Jaayegi Zindagaani
Main To Yahi Kahunga Puchhogi Jab Bhi
Ja Ke Bhi Paas Rahi Tum Hi O Jaan-e-jaan Jaan-e-man, Jaanti Ho
Na Koyi Me Samaya Na Koyi Pehlu Me Aaya
Ja Ke Bhi Paas Rahi Tum Hi O Jaan-e-jaan Jaan-e-man
{tab title=”Hindi” open=”true”}
ना कोई दिल में समाया ना कोई पहलू में आया
जा के भी पास रहीं तुम ही
और जान-ए-जाँ जान-ए-मन
जानती हो
ना कोई दिल में …
क्यों तुमने दामन चुराया तुम जानों मैं क्या बताऊँ
मुझमें ही कुछ ऐब होगा क्यों तुम पे तोहमत लगाऊँ
मैं तो यहीं कहूँगा पूछोगी जब भी
जा के भी पास …
तुम जो मुझे दे गई हो इक ख़ूबसूरत निशानी
लिपटा के सीने से उसको कट जाएगी ज़िन्दगानी
मैं तो यहीं कहूँगा पूछोगी जब भी
जा के भी पास …
{/tabs}