Song Details
{tab title=”English”}
Tum Bin Jaon Kaha a great song from movie Pyar Ka Mausam released in 1969. This song was sung by both Rafi and Kishore. Both singers sang the song to their best and made an everlasting impact on listeners.
First it was sung by kishore and he created a magic with his variations. After in later part it was sung by Rafi and he made it immortal with his graceful voice.
Sung by Kishore Kumar
Tum bin jaaoon kahan – 2
Ke duniya mein aake
Kuch na phir chaaha kabhi tumko chaahke
Tum bin, ay, jaaoon kahan
Ke duniya mein aake
Kuch na phir chaaha kabhi tumko chaahke
Tum bin
Reh bhi sakoge tum kaise hoke mujhse judaa
Phat jaayegi deewaarein sunke meri sada
Aana hoga tumhe mere liye saathi meri
Sooni raah ke
Tum bin jaaoon kahan
Ke duniya mein aake
Kuch na phir chaaha kabhi tumko chaahke
Tum bin
Dekho mujhe sar se kadam tak, sirf pyaar hoon main
Gale se laga lo ke tumhaara beqaraar hoon main
Tum kya jaano ke bhatakta phira kis kis gali
Tumko chaahke
Tum bin, ay, jaaoon kahan
Ke duniya mein aake
Kuch na phir chaaha kabhi tumko chaahke
Tum bin
Sung by Rafi Sahab
Tum bin jaaun kahaan, ke duniya mein aake
Kuch na phir chaaha kabhi tumako chaahake, tum bin ..
Dekho mujhe sar se kadam tak, sirf pyaar huun main
Gale se lagaalo ke tumhaara beqaraar huun main
Tum kya jaano ke bhatakata phira
Main kis galii, tumako chaah ke ..
Ab hai sanam har mausam, pyaar ke kaabil
Padi jahaan chhaaon hamaarii, saj gayi mahafil
Mahafil kya tanahaai mein bhi
Lagata hai jii, tumako chaah ke ..
{/tabs}