{tab title=”English”}
Palko Ke Pichhe Se Kya Tumne Kah Dala, Phir Se To Farmana
Naino Ne Sapno Ki Mahafil Sajaayi Hai Tum Bhi Zarur Aana

Tauba Meri Tauba Mushkil Tha Ek To Pahle Hi Dil Ka Bahlana
Aafat Phir Uspe Lat Me Tumhara Mukhda Chhupa Ke Chalna

Aise Na Bolo Pad Jaaye Mujhko, Sharmana
Palko Ke Pichhe Se Kya Tumne Kah Dala, Phir Se To Farmana
Naino Ne Sapno Ki Mahafil Sajaayi Hai Tum Bhi Zarur Aana
Palko Ke Pichhe Se Kya Tumne Kah Dala, Phir Se To Farmana
Duniya Na Dekhe Dhadke Mera Man Rasta Sajan Mera Chhod O
Tan Thartharaaye Ungali Hamaari Dekho Piya Na Marodo

Yu Na Sataao Mujhko Bana Ke, Diwaana
Palko Ke Pichhe Se Kya Tumne Kah Dala, Phir Se To Farmana
Naino Ne Sapno Ki Mahafil Sajaayi Hai Tum Bhi Zarur Aana
Palko Ke Pichhe Se Kya Tumne Kah Dala, Phir Se To Farmana
Bach Bach Ke Hamse O Matvaali Hai Ye Kaha Ka Iraada
Naazuk Labo Se Phir Karti Jaao Milne Ka Koi Vaada

Dil Ye Mera Ghar Hai Tumhara, Aa Jaana
Palko Ke Pichhe Se Kya Tumne Kah Dala, Phir Se To Farmana
Naino Ne Sapno Ki Mahafil Sajaayi Hai Tum Bhi Zarur Aana
Palko Ke Pichhe Se Kya Tumne Kah Dala, Phir Se To Farmana
{tab title=”Hindi” open=”true”}
र: पलकों के पीछे से क्या तुमने कह डाला
फिर से तो फ़रमाना
ल: नैनों ने सपनों की महफ़िल सजाई है तुम भी ज़रूर आना
र: पलकों के पीछे से क्या तुमने कह डाला
फिर से तो फ़रमाना
(र: तौबा मेरी तौबा
मुश्किल था एक तो पहले ही दिल का बहलना
आफ़त फिर उसपे लट में तुम्हारा
मुखड़ा छुपा के चलना ) – २
ल: ऐसे न बोलो पड़ जाए मुझको, शरमाना
र: पलकों के पीछे से …
(ल: दुनिया ना देखे धड़के मेरा मन रस्ता सजन मेरा छोड़ो
तन थरथराए उँगली हमारी देखो पिया न मरोड़ो )- २
र: यूँ ना सताओ मुझको बनाके, दीवाना
र: पलकों के पीछे से …
(र: बच बच के हमसे ओ मतवाली है ये कहाँ का इरादा
नाज़ुक लबों से फिर करती जाओ
मिलने का कोई वादा )- २
ल: दिल ये मेरा घर है तुम्हारा, आ जाना
र: पलकों के पीछे से
{/tabs}