{tab title=”English”}
Ab koi aas na umeed bachi ho jaise
Ab koi aas na umeed bachi ho jaise
Teri fariyad magar mujhme dabi ho jaise
Jaagte jaagte ik umrr
Kati ho jaise
Jaagte jaagte ik umrr
Kati ho jaise
Ab koi aas na umeed bachi ho jaise
Dialogue:
Life mein jo hum chahte hain
Aur jo hum chunte hain
Uske beech mein hamari kamjori chupi hoti hai
Aur kabhi kabhi taakat
Kaise bichhdo ke
Woh mujhme hi
Kahin rehta hai
Us se jab bachke guzarta hoon
Toh ye lagta hai
Woh nazar chup ke
Mujhe dekh rahi ho jaise
Hmm hmm…
{tab title=”Hindi” open=”true”}
अब कोई आस न उम्मीद बची हो जैसे
अब कोई आस न उम्मीद बची हो जैसे
तेरी फरियाद मगर मुझमे दबी हो जैसे
जागते जागते इक उम्र
कटी हो जैसे
जागते जागते इक उम्र
कटी हो जैसे
अब कोई आस न उम्मीद बची हो जैसे
“लाइफ में जो हम चाहते हैं
और जो हम चुनते हैं
उसके बीच में हमारी कमजोरी छुपी होती है
और कभी-कभी ताकत”
कैसे बिछड़ो के
वोह मुझमे
कहीं रहता है
उस से जब बचके गुज़रता हूँ
तोह ये लगता है
वोह नज़र चुप के
मुझे देख रही हो जैसे
हम्म हम्म
{/tabs}